The Common Man Speaks

Sher-O-Shayari Part 2

February 1, 2012 by Keyur Seta 2 Comments

Few more of my Hindi/ Urdu Shayaris: –

 

*
Dil Mein Humare Pyar Bhar Ke,
Woh Pyar Ki Boli Bhool Gaye,
Humein Na Badalne Ki Kasam De Kar,
Woh Mausam Ki Tarah Badal Gaye

*
Zindagi Lati Rahe Chahe Kitne Ghum,
Aati Rahe Har Dum Pareshani,
Par Khuda Ki Rehmat Se Mila Ek Shaqs,
Jo Barsaata Hai Dukhon Ke Sholon Par Pani,

*
Na Hote Aap Is Safar Mein Shamil,
Khushiyon Ke Saath Majboori Hoti,
Na Milti Mujhe Woh Sunehri Manzil,
Kahani Poori Hokar Bhi Adhoori Hoti

*
Shehad Se Meethi Boli Uski,
Sun Ne Ko Rahoon Har Waqt Bekaraar,
Jaane Kyun Use Maange Mera Dil,
Jaise Papeeha Maange Sawan Ki Bauchhar

(Click HERE for Sher-O-Shayari Part 1)

Filed Under: Poem/ Shayaris Tagged With: Hindi poem on love, Hindi sad shayari, Hindi shayari, Hindi shayari on love, Hindi shayari sms, Urdu shayari, Urdu shayari in Hindi, Urdu shayari on love

Like Us on Facebook

Like Us on Facebook

Pages

  • About Me

Categories

  • Bollywood
  • Cricket
  • Environment
  • Events
  • Food
  • Forgotten Moments
  • Gujarati Cinema
  • Health
  • Hollywood
  • Humour
  • International Cinema
  • Literature
  • Marathi movies
  • Miscellaneous
  • Mumbai
  • Music
  • National
  • Personal experience
  • Pictures
  • Plays
  • Poem/ Shayaris
  • Regional cinema
  • Rumour Alert
  • Short Films
  • Socio/Political
  • Spiritual
  • Travel
  • TV
  • Uncategorized
  • Web Series
  • Young Achievers

Subscribe to Blog via Email

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 46 other subscribers

Archives

Copyright © 2023 · eleven40 Pro Theme on Genesis Framework · WordPress · Log in