By: Keyur Seta
Although Sanjay Gupta’s Shootout At Wadala fails to impress much, the movie can boast some of its creatively witty dialogues by Milap Zaveri. Of course, there are loads of cringe-worthy cheap lines and gaalis but in between, there is some praiseworthy stuff as well which is worth sharing.
- Gunehgar maa ke pet mein nahin, police station mein bante hain.
- Aadmi ko insaan ban ne se pehle, jaanwar ban na padta hai.
- Police se zyada morale hijadon ka hai. Woh toh phir bhi kudrat ke mare hain, aapka kya bahana hai?
- Jail se aane ke baad tu sudhar sakta tha, lekin jo maza bigadne mein hai woh sudharne mein kahan?
- Sabko hero ban na hai. Amitabh Bachchan ne sabki ma t*** di hai.
- Yahan suhagraat manane ke liye shaadi nahin karni padti.
- Jo maut dost ki umar badhaye, woh maut sar aankhon par.
- (BEST of all) Baadshah ki gali mein aake uska pata nahin poochhte. Ghulamo ke jhuke hue sar khud ba khud raasta bata dete hain.