Dialogues: Main Tera Hero

Compiled By: Keyur Seta

Writer Milap Milan Zaveri’s crazy and whacky one-liners have played a large role in making David Dhawan’s Main Tera Hero a truly hilarious affair. So here’s revisiting some of the humorous lines from the Varun Dhawan starrer:

  • Ehsan toh mujhpe Shankar aur Loy ne kiya tha.
  • Yeh humein degree ke naam pe third degree dega.
  • Yeh tujhe bohat mahanga padega… No problem, waise bhi sasti cheezon mein main interest nahin rakhta.
  • Jab main Pampers mein thi tab se mere dad mujhe pamper karte aa rahen hain.
  • Jaise har Coke Coca-Cola nahin hota, jaise har chana chhola nahin hota usi tarah har shareef dikhne wala aadmi bhola nahin hota.
  • Ab pata chala, jab Veeru paji Basanti ko bandook chalana sikha rahe the tab Basanti ko kaisa feel hua hoga.
  • Arunoday Singh: Srinath Prasad (Varun’s character) kahan hai? Rajpal Yadav: Arre who toh kab ka retire ho gaye. Aajkal commentary dete hain.
  • Main tum logon ko aise dhounga jaise Sachin aur Sehwag ne 2003 World Cup mein Pakistan ke bowling attack ko dhoya tha.
  • Tumhare dil mein mere liye ghanti nahin baji, toh kya ghanta tumhe mujhse pyaar hua?
  • Yeh toh chumme ka sequel ban gaya. Krrish 2 ke baad Kiss 2… Krrish 3 ke baad Kiss 3.
  • Purani Haveli ke paas Chikni Chameli ko dekh ke toh kisi se bhi galti hogi.

 

main-tera-hero-actress

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *