By: Keyur Seta
Tigmanshu Dhulia’s Saheb Biwi Aur Gangster Returns is one of the rare films of today’s times which can boast of its super-impressive dialogues. The lines written by Dhulia and Kamlesh Pandey are not run-of-the-mill types but intelligently witty and highly impactful. I have just compiled some of those below. Enjoy!
- Bohat sasti ho chuki ho tum. Tumhe dene ke liye humare paas chillar bhi nahin hai.
- Agar hum yahan baithe baithe Dubai mein kaand karwa sakte hain phir aapka ghar toh humare ghar se sirf 300 kilometer ki doori par hai.
- Humari toh gaali pe bhi taali padti hai.
- Bandookon ka shauk humko bhi nahin tha. Woh bas zinda rehne ki zaroorat shauk ban gayi.
- Yeh humesha mard hi kyun milte hai humein? Shayar kyun nahin milte?
- Chaand pe baad mein chale jana. Pehle dharti ko toh theek se jaan lo.
- Humara itihaas hai aur hum kal bhi itihaas banayenge.
- Aapko pata hai mard zyada gaaliyan kyun dete hain? Kyunki woh rote kum hain.
- Humein maafi maangte dekh aapko badi khushi ho rahi thi na? Maaf kijiyega yeh khushi hum aapko zyada der nahin de paye.
Leave a Reply