The Demonetisation of Rs 500 and Rs 1000 notes and the introduction of Rs 2000 notes are garnering mixed reactions among the people of India. So, I and a couple of my friends – Padmanabh Subramanian and Ankit Tripathi – came up with this spoof on how the Common Man of Neeraj Pandey’s A Wednesday would think of Demonetisation if he is facing problems due to it.
This is it:-
Here are the words of it:
Main woh hoon jo aaj do hazaar ki note se darta hai. Main woh hoon jo ATM jata hai toh uski biwi ko lagta hai jung pe ja raha hai. Pata nahin bachega ya nahin. Har 2 ghante ke baad phone karti hai ki paise mile ki nahin, number aaya ki nahin. Darasal woh yeh jaan na chahti hai ki main zinda hoon ya nahin. Main woh hoon jo chunavi vaadon mein phasta hai. Kabhi jumlo mein.
Kala dhan kisi ka bhi ho, bewajah marta main hi hoon. Bheed toh dekhi hogi na aapne? Bheed mein se koi ek shakal chun lijiye, main woh hoon. I am just a stupid tax payer, wanting to jump ATM queues.
– By: Keyur Seta
Leave a Reply